Friday 11 November 2011

Sheeshay sey bani ek larki




Patthar k nagar mein aayi 
Woh dhoond rahi thi moti
Aur patthar sey takraai
Sheeshay sey bani ek larki
Patthar k nagar mein aayi
Sheeshay sey bani yeh larki
Is baat sey hai anjaani
Jab rait chamakti hai to
Lagti hai door sey paani
Yeh phool hain sab kaaghaz key
Lekin woh samajh na paai
Sheeshay sey bani ek larki
Patthar k nagar mein aayi
Woh dhoond rahi thi moti
Aur patthar sey takraai
Sheeshay sey bani larki sey
Keh do k na baad mein rona
Kuch log hain jo peetal k
Kehtey hain woh khud ko sona
Yeh jhoot ka pul tootey ga
Aur gehri hai gham ki khaai
Sheeshay sey bani ek larki
Patthar k nagar mein aayi
Woh dhoond rahi thi moti
Aur patthar sey takrayi

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Blogger Wordpress Gadgets