Friday 20 April 2012

aik chhota sa larka tha main jin dinon



aik chhota sa larka tha main jin dinon
aik mailay men pohancha hamakta hua
ji machalta tha ai
k aik sahay par magar
jaib khaali thii kuch mol lay na saka
loat aaya liay6 hasratain sainkron
aik chhota sa larka tha main jin dinon

khair mehroomiyon k wo din to gaye
aaj maila laga ha usi shaan say
aaj chaahoon tu ik ik dukaan mool loon
na rasaaii ka ab ji men dharka kahan
par woh chhota sa alhar sa larka kahan


No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Blogger Wordpress Gadgets