نمی دانم کہ آخر چوں دم دیدار می رقصم
nahi jaanta keh aakhir kyun yaar ko dekh kar main raqs karta hooN
مگر نازم به این ذوق کہ پیش یار می رقصم
magar naaz hai mujh ko keh main apnay yaar k saamnay raqs karta hooN
کہ عشق دوست ہر ساعت دوروں نار می رقصم
yaar ki mohabbat kisi aag ki tarha meray tan main raqs karti hai
گاہےبر خاک می غلتم , گاہے بر خار می رقصم
kabhi main khaak per lotooN to kabhi main kaantoN pe raqs karta hoon
بیا جاناں تماشا کن کہ درانبوہ جانبازاں
Aa! JanaaN aur dekh mujhey keh main itnay logoN k darmiyaaN
بصد سامان رسوائی سر بازار می رقصم
soo Samaan e ruswai k saath sar e baazar bhi raqs karta hooN
خوشآ رندی کہ پامالش کنم صد پارسائی را
bohat khoob keh paarsaaii ko pamaal kiya laikin
زہے تقویٰ کہ من با جبّہ و دستار می رقصم
Zahay Taqwa jubba aur dastaar main bhi raqs karta hooN
تاوان قاتل کہ از بحر تماشے خون -من ریزی
Meray qaatil ka shoq keh sirf tamashay k liye mera khon bahaya
منم بسمل کہ زیر خنجر خونخوار می رقصم
aur main wo bismil k khooNkhaar khanjar talay bhi raqs karta hooN
منم عثمان و هارونی اویار شیخ منصورم
Main hoon usmaan o Harooni ka dost aur mera peer hai Hussain Bin Mansoor Al-Hallaaj,
ملامت می کند خلقے و من بردار می رقصم
saari khalqat mujhay malamat karay aur main Sir e Daar yani phaansi k takhtay per bhi raqs karta hooN.
No comments:
Post a Comment