Sunday, 20 May 2012

Mujhay Mukammal Kar Do

Muhabbat Yaad Rakhti Hai

Woh Moajzaat Ki Had Tak Pohanch Gaya Hai












bashr kay roop men ik dilruba talism banay
shafaq men dhoop milaayen to uska jism banay
woh moajzaat ki had tak pohanch gaya hai qateel
koi bhi harf likhoon uska ism banay

Tanha Udaas Raaton Men



Tanhaai












ik shaam e hijr ki tanhaai
meray ander ab tak basti hai
aur mujhay lamha lamha dasti hai

Tujh Ko Bhi Na Mil Saki Mukammal

Ehmiyat

Ik Hunar Tha, KamaaL Tha Kaya Tha













Ik Hunar Tha, KamaaL Tha Kaya Tha
Mujh Men Tera JamaL Tha Kaya Tha

Terey Jaane Pe Ab K Kuch Na Kaha
DiL Men Dar Tha MaLaaL Tha Kaya Tha

Barq Ney Mujh Ko Kar Diya Roshan
Tera Aks-E-JaMaaL Tha Kaya Tha

Hum Tak Aaya Toh Mehar-E-Lutf O Karam
Tera Waqt ZawaL Tha Kaya Tha

Jis Nay Teh Say Mujhay Uchhaal Diya
Doobnay Ka Khayaal Tha Kaya Tha

Jis Pey DiL Saarey Ehad BhooL Gaya
BhooLney Ka SawaaL Tha Kaya Tha

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Blogger Wordpress Gadgets