Dar-e-Qafas Se Paray Jab SABA Guzarti Hai
Kisay Khabar Kay Aseeron Pe Kiya Guzarti Hai
Ta’alluqaat Kabhi es Qadar Tootay Na Thay
K Teri Yaad Bhi Dil Say Khafa Guzarti Hai
Woh Ab Milay Bhi To Milna estarah Jeaisay
Bujhe Chiraag Ko Choo Kar Hawa Guzarati Hai
Yeh Ehl-e-Hijr Ki Basti Hai Ehtiyaat Se Chal
Museebaton Ki Yahan Inteha Guzarti Hai
Na Pooch Apni Aana Ki Baghaawtein Mohsin
Dar-e-Qabool say Bach K DUA Guzarti Hai

No comments:
Post a Comment