Monday 29 August 2011

Ye sauda hai muhaßßat ka Khasara ho bhi sakta hai...

Ye dunya hai yahan pe ye tmasha ho bhi sakta hai,,


Abi jo ghum hmara hai tumhara ho bhi sakta hai,,


Na ye sumjho keh tum hi aakhri mri muhßßat ho,


Muhßßat jurm hai hum se doßara ho bhi sakta hai,,


Tera milna ßichar jana ßichar k phir se mil jana,,


Humesha ki judai ka ishara ho bhi sakta hai,


Tum apne ap ko hargiz koi ilzam maat dena"WASI",,


Ye sauda hai muhaßßat ka Khasara ho bhi sakta hai...

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Blogger Wordpress Gadgets