Thursday, 31 May 2012

اُداس راتوں میں تیز کافی کی تلخیوں میں




اُداس راتوں میں تیز کافی کی تلخیوں میں
وہ کچھ زیادہ ہی یاد آتا ہے سردیوں میں 


مجھے اجازت نہیں ہے اس کو پکارنے کی
جو گونجتا ہے لہو میں سینے کی دھڑکنوں میں 


وہ بچپنا جو اُداس راہوں میں کھو گیاتھا
میں ڈھونڈتا ہوں اسے تمہاری شرارتوں میں 


اسے دلاسے تو دے رہا ہوں مگر یہ سچ ہے
کہیں کوئی خوف بڑھ رہا ہے تسلیوں میں 


تم اپنی پوروں سے جانے کیا لکھ گئے تھے جاناں
چراغ روشن ہیں اب بھی میری ہتھیلیوں میں 


جو تو نہیں ہے تو یہ مکمل نہ ہوسکیں گی
تری یہی اہمیت ہے میری کہانیوں میں 


مجھے یقیں ہے وہ تھام لے گا بھرم رکھے گا
یہ مان ہے تو دِیے جلائے ہیں آندھیوں میں 


ہر ایک موسم میں روشنی سی بکھیرتے ہیں
تمہارے غم کے چراغ میری اُداسیوں میں


Wednesday, 30 May 2012

Muhabbatain Jab Shumaar Karna

Koi mosam ho wasal-o-hijar ka



Koi mosam ho wasal-o-hijar ka
Ham yaad rakhtay hain
Teri baaton sey is dil ko
Bohat abaad rakhtay hain

Kabhi dil k sahifay par
Tujhay tasveer kartay hain
Kabhi palkon ki chhaaon men
Tujhay zanjeer kartay hain
Kabhi bosida shaamon men
Kabhi barish ki raaton men
Koi mosam ho wasal-o-hijar ka
Ham yaad rakhtay hain
Teri baaton sey is dil ko
Bohat abaad rakhtay hain

Kabhi Kabhi Meray Dil Men Khayaal Aata Hai


Dil Hijr Kay Dard Say Bojhal Hai


Gham e Dil Ko In Aankhon Say Chhalak Jana Bhi Aata Hai


Tuesday, 29 May 2012

Dil Sar e Shaam Sulag Uth'ta Hai Sandal Ki Terha


Apni Har Saans Say Mujh Ko Teri Khushbu Aaye

woh musafir tha usay loat kar tau jaana tha



Dil-o-nigah nay apna tumhi ko maana tha 
wagar-na saath hamaray tau ik zamana tha

Bus yehi soch kar hum nay bichha diye aansoo!
keh bazm-e gham ko kisi taur tau sajana tha

Abhi say qurbatain furqat men kyun badal daalen 
Abhi tau mosam-e jaana bohat suhana tha

merey shajar! yeh shikway shikayatain kaisi
woh musafir tha usay loat kar tau jaana tha

Jo zindagi ko naey zakhm day gaya hay Zafar
kisay bataayen keh woh dost ik puraana tha


Pagal Aankhon Wali Larki



Pagal Aankhon Wali Larki 
Itney Mehangay khawab Na Dekho
Thak jaao gi
Kaanch sey Nazuk Khawab Tumharey
Toot Gaye Toh Pachtaao Gi
Tum Kaya Jano
Khawab....Safar Ki Doop K Teshay
Khawab....Adhuri Raat Ka Dozakh
Khawab....Khayalon Ka Pachtawa
Khawabon Ka Haasil Tanhai
Mehangey Khawab Khareedna Ho toh
Aankhain Baichna Parti Hain
Rishtay Bhoolna Partay Hain
Andeshon Ki Rait Na Phaanko
Khawabon Ki Oat Saraab Na Dekho
Pyaas Na Dekho
Itney Mehangey Khawab Na Dekho
Thak Jaao Gi


Ay Udasi Mera Peecha Chhorr Day

Sab Maaya Hai

Do 2 Shaklain Dikhti Hain Is Behkay Say Aainay Men


jo khawab torr daala tha















meri aankhon men ab bhi chubhta hai
tu nay jo khawab torr daala tha

Tu Bichharr Raha Tha Jab

Teri Mehfil Men Qismat Aazma Kar Hum Bhi Dekhain Gay




Teri mehifl men kismat aazma kar hum bhi dekhen gey
gharri bhar ko terey nazdiik aa kar hum bhi dekhen gey
Teri mehifl men kismat aazma kar hum bhi dekhen gey
Teray kadmon pey sar apna jhuka kar hum bhi dekhen gey 
Bahaarein aaj paigham-e-mohbbat ley k aayin hain
barri muddat men umeedon ki kaliyaN muskarayi hain
Gham-e-dil sey zara daaman bacha kar hum bhi dekhen gey
Agar dil gham sey khali ho to jeeney ka maza kaya hai,
na ho khuun-e-jigar to ashk peeney ka maza kaya hai
Muhbbat men zara aansoo baha kar hum bhi dekhen gey
Muhbbat karney walon ka hai bas itna hi afsana ,
tarrapna chupkey chupkey aah bharna ghut k mar jana
Kisi din yeh tamasha muskara k hum bhi dekhen gey
Muhbbat hum ney maana zindgi barbad karti hai
yeh kaya kam hai keh mar janey par duniya yaad karti hai
kisi ke ishq men duniya luta kar hum bhi dekhen gey

Monday, 28 May 2012

Mujh Say Juda Hua Tha Magar Bewafa Na Tha

Abhi to ishq men aisa bhi haal hona hai

Image


Abhi to ishq men aisa bhi haal hona hai,
Keh ashk rokna tum sey muhaal hona hai

Her aik lab pey hai meri wafa k afsaaney,
Terey sitam ko abhi la-zawaal hona hai,

Baja keh khaar hain, lekin bahaar ki rut men,
Yeh taey hai ab k humain bhi nihaal hona hai,

Tumhen khabar he nahi tum to lout jaao gey,
Tumhaarey hijr men ik lamha bhi saal hona hai,

Humari rooh pey jab bhi azaab utrey hain,
Tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hai,

Kabhi to roye ga wo bhi kisi ki baahon men,
Kabhi to us ki hansi ko zawaal hona hai,

Milen gi hum ko bhi apnee naseeb ki khushiyan,
Bus intezaar hai kab yeh kamaal hona hai,

Her shaqs chaley ga humari raahon per,
Mohabbaton men humen wo misaal hona hai,

Zamaana jis k gham-o-paich men ulajh jaaye,
Humaari zaat ko aisa sawaal hona hai,

Wasi yaqeen hai mujh ko wo lout aaye ga,
Usay bhi apney kiye ka malaal hona hai...!!!


bisaat-e-ishq men mujhey maat ho jaye gi...




bisaat-e-ishq men mujhey maat ho jaye gi...
kisey khabr thi keh banjr yeh zat ho jaye gi...

shayad woh anaa men pehchan-nay se inkaar ker day...
kabhi jo rah-e-ishq pey mulaqat ho jaye gi...

judai bakhshay gi umr bhar ka adhoora pan...
ya hijr men mukammal meri zaat ho jaye gi...

us ka naam tak leney ki ijazat nhi ab to...
khayal to yeh tha keh kabhi kabhi baat ho jaye gi...

gumaan tak na tha is qadar zawal ka aakash...
socha tha keh subha hotey hi raat ho jaye gi...


Mein Bhi Jal'thal Hoon Barish e Gham Men









Sunday, 27 May 2012

Mein Mehakta Hoon Teri Khushbu Say

[IMG]

Ik Udaas Si Larki...Ghiri Shaam Si Larki








































mujhay maloom hai keh mein kaya hoon!!


na meri saroo si qaamat


na meri jheel si aankhen


na meri subha si rangat


na meri raat si zulfen


lekin jab kabhi tum apnay kamray men


tanha ho gay


khirki say chaandni chhan chhan kay aa rahi ho gi


aur, raat ki rani ka boota kamray men jhaankta ho ga


to--ik lamhay ko tum meray baaray men socho gay


keh!!ik udaas si larki--ghiri shaam si larki-


jisay teri ik muskyrahat nay


khaak kay zarray say utha kar aasmaan ka taara bana diya


haan wohi ik lamha meri duaaon ka asar ho ga---

Hijr Ki Nam'Aalood Hawa



Thursday, 24 May 2012

AAJ ANAA SAY HAAR GAEE



IK BAAZI ANAA SAY JAARI THI


JO HAR KHAWAHISH PAY BHAARI THI


WOH BAAZI TUM PAY WAAR GAEE


LO AAJ ANAA SAY HAAR GAEE

Khud Ko Waqf e Azaab Mat Karna

Jo us kay chehray pay rang e haya thehar jaaye



jo us kay chehray pay rang e haya thehar jaaye
to saans,waqt,samandar,hawa thehar jaaye
wo muskuraaye to hans hans parrain kaii mausom
wo gungunaaye to baad e saba thehar jaaye

Wednesday, 23 May 2012

ایک حسیں احساس



پہلے میرے خط کے اُس نے
اک انجانے خوف سے ڈر کر
ٹکڑے ٹکڑے کر ڈالے
اب
ایک حسیں احساس کے تابع
جسکا کوئی نام نہیں ہے
پچھلے کتنے ہی گھنٹوں سے
دروازے کی اوٹ میں چھپ کر
ٹکڑے جوڑ رہی ہے ۔۔ پاگل


اُسے کہنا



اُسے کہنا کہ اب وہ بارشوں کے موسم میں
دِل کے بند دریچوں کو وا نہیں کرتی
اُسے کہنا کہ اب وہ تتلیاں پکڑنے کو
کسی سر سبز جزیرے پر جایا نہیں کرتی
اُسے کہنا کہ اب وہ زندگی کے موضوع پہ
کوئی ترنم ریز نغمہ چھیڑا نہیں کرتی

اُسے کہنا کہ اب وہ موجوں کے تلاطم سے
عہدِ ماضی کی طرح گھبرایا نہیں کرتی

اُسے کہنا کہ اب وہ نرم خوابوں کی سر زمین پہ
گلاب کے سپنے سنجویا نہیں کرتی

اُسے کہنا اب وہ اپنے آنگن کے موتیا کو
کسی گجرے کے گہنے میں پرویا نہیں کرتی

اُسے کہنا کہ اب وہ سرد اور تاریک راتوں میں
جاگتی تو رھتی ھے ، رویا نہیں کرتی

محبت کا تمہیں اب ادراک تو ہوگیا ہوگا؟



محبت جب روٹھ جائے۔ ۔ ۔

وفا جب مصلحت کی شال اوڑھے ،

سرد رت کا روپ دھارے

دل کے آنگن میں اترتی ہے

تو پلکوں میں ستاروں کی دھنک مسکا نے لگتی ہے

کبھی خوابوں کے ان چھوئے ہیولوں سے بھی

ان دیکھی انجانی خوشبو سی آنے لگتی ہے

کسی کے سنگ بیتے ان گنت لمحوں کی زنجیریں

اچانک زہن میں جب جب گنگناتی ہیں

نفس کے تار میں سناٹا یک دم چیخ اٹھتا ہے

تو یہ محسوس ہوتا ہے

ہوائیں آکر سرگوشی سی کرتی ہیں

محبت کا تمہیں اب ادراک تو ہوگیا ہوگا؟

یہ جو بھی زخم دیتی ہے سینے نہیں دیتی

محبت روٹھ جائے تو کبھی جینے نہیں دیتی۔ ۔ ۔ ۔


پچھتاوا



کیسے کہوں ؟ کس سے کہوں ؟
وہ خواب جو سجایا تھا
عذاب بن کے چھایا ہے
دشتِ جاں کی چوکھٹ پر
تنہائی کی وحشت نے
پھر تیرا سوگ منایا ہے
ہر شام کے دریچوں پہ
تمہاری یاد کی شمعوں کو
اِس دل نے جلایا ہے
بعد تم سے بچھڑنے کے
ذہن ودل کی کھیتی میں
پچھتاؤں کو اُگایا ہے

Aik Shaam Yaadon Ki

Ehtiyaat

Suna Hai Dard Ki Gaahak Hai Chashm e Naz Uski

Teray Naam

Naey Dinon Kay Naey Safar Men

"lakeeren jhoot bolti hain"






جب وہ میرا نام 
اپنے ہاتھوں کی لکیروں میں 
تلاش کر کے تھک گئی 
تو دھیرے سے سر جھکایا
اور مسکرا کے کہا 
” لکیریں جھوٹ بولتیں ہیں “

jab woh mera naam
apnay haathon ki lakeeron men
talaash kar kay thak gaee
to dheeray say sir jhukaya
aur muskura kay kaha
"lakeeren jhoot bolti hain"



خیالوں کا موسم




کبھی بارش کے موسم میں
ہوائیں شور کرتی ہیں
خیالوں کا موسم بھی
جب ابر آلود ہو جائے
کوئی اُمید کا تارا کہیں
چمکنے سے پہلے ہی بجھ جائے
کسی ویران رہ گزر پر
آہٹ کا ہر امکان مٹ جائے
سکوت مضمحل فضا میں ہر طرف گُھل جائے
گزرتا وقت بھی ٹھہر جائے
اُسی لمحے اُداسی دہلیز پر اُترتی ہے
ہوا تھم سی جاتی ہے
حبسِ جاں اور بڑھتا ہے
دل کسی صورت پھر بہلتا نہیں۔۔۔

شام اور خوشبو کے بیچ ایک ایسا لمحہ ہوتا ہے



کتنے برس لگے
یہ جاننے میں
کہ تیرا ہونا میرے لیے کیا ہے
ایسا ہونا بھی چاہئے تھا
شام ہوتے ہی
چاند میں روشنی نہیں آجاتی
رات ہوتے ہی
رات کی رانی مہک نہیں اُٹھتی
شام اور خوشبو کے بیچ
ایک ایسا لمحہ ہوتا ہے
جس کا ہماری زمیں سے کوئی تعلق نہیں ہوتا
اس آسمانی لمحے نے
اب ہمیں چھو لیا ہے ۔۔۔ !!!


tum meray paas hotay



tum meray paas hotay ho goya
jab koi doosra nhi hota

khushbu ki tarha guzro meray dil ki gali say



khushbu ki tarha guzro meray dil ki gali say
phoolon ki tarha mujh par bikhar jaao kisi din

Cinderella

Meray Chehray Pay Tera Naam Na Parh Lay Koi

Chaara'gar Haar Gaya Ho Jesay

Dhoop Ka Mausom

Teri Yaadon Kay Mushk'bu


ABHI AAGHAZ E MUHABBAT HAI



KAL BICHHARNA HAI TO AAJ EHD E WAFA SOCH KAY BAANDH
ABHI AAGHAZ E MUHABBAT HAI GAYA KUCH BHI NHI

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Blogger Wordpress Gadgets