Ek purana mausam lauta yaad bhari purwaai bhi
Aisa to kam hi hota hai wo bhi ho tanhaai bhi
Yaadon ki bauchharon se jab palken bheegne lagati hain
Kitani saundhi lagati hai tab maanjhi ki ruswaai bhi
Do do shaklein dikhti hai is behke se aaine mein
Mere saath chala aaya hai aapka ik saudaai bhi
Khaamoshi ka haasil bhi ik lambi si Khaamoshi hai
Un ki baat suni bhi humane apni baat sunai bhi

No comments:
Post a Comment