Saawan rut men ghataayen jab,
Jhoom k aati hain !
To jaaney dil kyun bhar bhar aata hai,
Tab woh har waqt hansney wali larki,
Barish men bheegtey bheegtey !!
Apney saarey aansu baha deti hai~~
Aur QehQahon K saath apna ek ek dukh,
Urraa deti hai,
Aur koi nahi jaan paata keh,
Kachi umar ki larkiyan,
Apney dukh chupaney men,
Kitni Pakki Hoti Hain... !
Jhoom k aati hain !
To jaaney dil kyun bhar bhar aata hai,
Tab woh har waqt hansney wali larki,
Barish men bheegtey bheegtey !!
Apney saarey aansu baha deti hai~~
Aur QehQahon K saath apna ek ek dukh,
Urraa deti hai,
Aur koi nahi jaan paata keh,
Kachi umar ki larkiyan,
Apney dukh chupaney men,
Kitni Pakki Hoti Hain... !
ساون رت میں گھٹائیں جب ،
جھوم کے آتی ہیں !
تو جانے دل کیوں بھر بھر آتا ہے ،
تب وہ ہر وقت ہنسے والی لڑکی ،
بارش میں بھیگتے بھیگتے ! !
اپنے سارے آنْسُو بہا دیتی ہے ~ ~
اور قہقہوں کے ساتھ اپنا ایک ایک دکھ ،
اڑا دیتی ہے ،
اور کوئی نہیں جان پاتا کے ،
کچی عمر کی لڑکیاں ،
اپنے دکھ چھپانے میں ،
کتنی پکی ہوتی ہیں . . . !
No comments:
Post a Comment