Friday, 7 October 2011

Apna aap ganwa betha hun...!!!




Tera mera rishta kesa


Is ko suljhaate suljhaate


Apne dil ki deewarein zakhmi ker betha hun


Rishta shayed sulajh na paye


Lekin is ko suljhaane ki dhun mein


Janaa'a...!!!


Saare khawab bhula betha hun.....




Tera mera rishta kesa


Is ko suljhate suljhate


Apne dil ki deewarein zakhmi ker betha hun


Rishta shayed sulajh na paye


Lekin is ko suljhane ki dhun mein


Janaa'a...!!!


Saare khawab bhula betha hun.....


Apna aap ganwa betha hun...!!!



No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Blogger Wordpress Gadgets