کمال ضبط کا مالک، نظر شناس بھی تھا
بچھڑ رہا تھا اچانک، تو بد حواس بھی تھا
kamaal e zabt ka maalik,nazar shanaas bhi tha
bichharr raha tha achanak, to bad'hawaas bhi tha
وہ ایک شخص جو شاید بہت اُداس بھی تھا
labon pay khoobsurat tabassam sajaaye phirta tha
woh aik shakhs jo shayad bohat udaas bhi tha
میں جسکی یاد کی پرچھائیوں میں گم ہوں ابھی تک
...وہ دسترس میں نہ تھا، اور میرے پاس بھی تھا
mein jiski yaad ki parchhaaiyon men gum hoon abhi tak
woh dastras men na tha, aur meray pass bhi tha
No comments:
Post a Comment